Hindi, asked by aswindreamz123, 9 months ago

मनुष्य के किस व्यवहार के कारण समुद्र को गुस्सा आया और का क्या परिणाम निकला? plz answer it fast lesson ab kahaan dusron ke dukh sa dukhei hoona waal

Answers

Answered by semonkashyap
1

Explanation:

bade bade builder samudra ko piche dhekel kr

uski zameen pe badi badi imarateen bante jaa rahe the

jab in builder ne samudra ki sari jagha addhikaar karna chaha toh samundra ko gussa aa gaya. usne apna gussa niklne ke liye ek raat teen samudri jahajo ko utha kr teen alag alag dishao me fek diya . yeah jahag verli ke samundra ke kinare pr aa kr gira dushra carter's road ke samne gira teshra get way of india ke pass gir kr buri tahrh se tut gya es prakar samundra ne apna gussa prakat krkr builderon ko chetawani di

Similar questions