Hindi, asked by Advit37, 9 months ago

mansik pradushan par nibandh​

Answers

Answered by agarwalpooja0246
2

Answer:

देश मे अगर प्रदूषण की बात करे तो इस समय नये-नये किस्म के प्रदूषण देखने को मिल रहे है। समाज के लोगो मे यह प्रदूषण अपना दायरा बढ़ाता ही जा रहा है। इसी तरह समाज के अंदर मानसिक प्रदूषण काफी हद तक बढ़ता जा रहा है। इस भागदौड़ की जिंदगी मे मनुष्य के पास या तो उसके पास समय नही है या फिर उसकी इंसानियत और मानवता दोनो खत्म होती जाती है। क्योकि देश मे कुछ घटनाएं तो फिलहाल इसी तरफ इशारा कर रही है कि अपनो के बीच से इंसानियत मरती जा रही है। आज के समय मे कही पर भी अगर कोई भी वाहन टक्कर मार दे तो आदमी तड़पता रहेगा लेकिन कोई भी मनुष्य उसको उठाने की जहमत नही करता उसकी ये लापरवाही उस घायल ब्यक्ति को भारी पड़ जाती है,इतनी भारी पड़ती है कि वह हमेशा के लिए चिरनिद्रा मे भी सो जाता है फिर भी अफसोस कि हम इंसानियत का पाठ पढ़ना भूलते जा रहे है,और उसको हम याद रखने की कोशिश भी नही करते।

Answered by prs9
0

Answer:

Mansik pradushan

Aaj pradushan ki Baat ki jae to pradushan har kahi apna prabhutva banane me laga hua hai. Fir chahe wo kaisa bhi pradushan ho, use kisi vishesh ko pradushit karna hi hai. Aisa hi pradushan hai ' Mansik Pradushan'.

Yah hota kya hai aur isse kaise bacha jae.

Sabse pahle to yah samajhna hoga ki man me aur kiske man me pradushan ho sakta hai aur kaise hota hai. To jo bhi koi aisa vyakti, kisi ki burai me khush hota ho ya koi jo dusro ki humesha ninda karta rahta ho ya amir garib me aasman jamin ka antar rakhta ho ya kuchh bhi aisa karta ho jo a uchit malum padta ho, .. Yahi soch hi man ki gandgi hai atharth mansik pradushan.

Yah kahne matra bhar nai hai balki iske khilaf aavaz uthani chahiye. Jo koi bhi aisa vyakti ho jise Achhai se Nafrat ho aur burai me use maze aae aisa vyakti kisi ka bhala nai kar sakta.

Bhala karna to dur use ulte kisiko pareshan karna ya pareshaani me dekhne me bht maza aayega.

Kisi ladki ke liye aisi soch rakna ki ladki to bojh hoti hai ya ladki ke janm hone per muh banae rahna ya khush n rakhkr dukhi rahna ki beti q hui, beta hona chahiye tha.

YE bhi pradushan ka Achha udaharan hai.

KOI padhna chahe to uski padhai band karna ya padhai n karne dena bhi ek mansik pradushan hai.

Similar questions