manushya ke Jeevan Mein Sukh Ke Saath kathin paristhitiyon ka Samna bhi karna padta hai aisi kathin paristhitiyon Mein manushya ko kya karna chahi
Answers
Answered by
4
Answer
Explanation: manushya ko kathin paristhiti tab lagta hai jab usha ush matter ka bara me puri jankari nahi hoti.agar aapko ush matter ka bara ma puri jankari pata laga langa to yo paristhiti katin nahi hogi.
Answered by
12
Answer:manushya ko jeevan mein sukh ke sath kathin paristhiti ka samna bhi karna padta hain.aise paristhiti mein manushya ko dheeraj ke sath kam lena chahiye aur apne man(mind) ko shant rakhna chahiye.Gussa karke paristhiti ko aur bigadna nahi chahiye.agar ek manushya shant swabhav aur dheeraj ke sath kaam karega to mushkil paristhiti ka aaram se samna kar payega
Explanation:
Similar questions