Hindi, asked by Shanaya331990, 10 months ago

manushyata kavita se hame kya sikh milti hai
Pls answer in 80 - 100 words in hindi
it's urgent Pls... ​

Answers

Answered by hdeepa1110
10

Answer:

Manushyata

Explanation:

is kavita me kavi hame yeh seekh dena chahte hain ki ham manushyon ko mrutyu se nahi darni chahiye. ve hame kehte hain ki jo manushya apne aap ko chod pehle dusro ki madad karta hain, vahi asli manushya kehlata hain. kavi yeh baat batane ke liye hame kehte hain ki ushinagar ke raja shibi apna mass ka tyag karte hain, dadhichi apne haddiyon ko tyagte hain aadi.

kavi kehte hain ki manushyo ko ahankar ke raaste se hatna hoga.

arthat kavi hame manushyo ke in guno ke baare me batate hain aur hame kehte hain ki hame apni zindagi dusro ke liye bitana chahiye tatha aise kaam karna chahiye jiss se auron ka madad ho. aise karne ham amar hote hain tatha marne ke bad bhi logo ke man mein hamesha jeete rahenge.

thanks hope this helped.

Similar questions