Manvikaran alankar kya hota hai
Answers
Answered by
7
Manvikaran Alankar:-
Jahan par prakriti ke jadh tatvon par manveey bhavnaon ka lop ho, wahan par Manvikaran Alankar hota hai.
Udaharan:-
1) Megh aaye bade ban- than ke sawar ke.
(Yahan par megh Ko atithi ke roop me darshaya gaya hai, joki ban, than aur sawar kar aaye hain)
2) Meghmay aasmaan se utar rahi, sandhya sundar pari si dheere-dheere.
(Yahan par sandhya Ko pari ke samaan bataya gaya hai).
___________________________
Hope it helped and satisfied you!!
Please do mark as brainliest.
:)

Similar questions