Sociology, asked by sachinbartwal6733, 3 months ago

mata pita ka karz jise vo kabhi karz samajhkar nahin balki apne bacchon ki tarakki ke liye jo ban pade vo karte hain kabhi ham bacchen nahin chuka sakte ,yeh to sach aur sahi baat hai. lekin jin logon ko yeh amulya aur keemti dharohar nahin milti hai bhagvan ki taraf se vo kya karen. kahne ko to har insan kisi na kisi cheej ko apne jeene ka maksad bana leta hai phir vo chahe apne maa baap ki seva ho ya phir kuch aur magar anath bacchon ki khushiyon ke bare me sochne vala aur unka bhavisya sudharne aur savarne vala bhi to koi hona chahiye kyonki Sare bacche anathlayon ya orfinages me apna bhavisya nahin sudhar pate hain.

Answers

Answered by diyapatel2108084
2

Answer:

Really true friend

udisjbdkskdnn

Similar questions