May i get i formation about saral,samyukth and mishrith vakya in Hindi plz
Answers
Answered by
4
sarak vakya - simple sentence
sarak vakyon me sentence chota aur simple rehta hai jese - maine khana khaya
sayukth vakya - conjuction wala sentence
sanyukth vakyon me conjuction paaye jaate hain jese ki aur,yatha,tatha,aadi,kintu,parantu....etc
aise sentence lambe hote hain... aur do sentence isme mile hote hain...
eg- main school pahuncha aur vahan mujhe daant padi.
mishrith ya mishr vakya sentences me shabd j se shuru hote hain
in vakyon me sentence me j se shuru hone wale words hongey
jese - jo-jo..jab-jab,jyohi-tyohi ( ki shabd bhi mishra vakya me aata hai )
eg- Usne Mohan se bola ki vo kal ayenga
Cheers!

sindhusweety1:
thanx for d answer!! its appropriate for my expectations
Answered by
0
Answer:
Xxxijjjuhbbbbhbnnnn happy birthday to you dear and your family a very happy Birthday to you dear and your
Similar questions