mehangai pe samvad do logo ke beech
Answers
बढ़ती हुई महंगाई
Rahul:Sohan tumhe pata hai Petrol ke daam phir badh gye ?
Sohan : haa Rahul , Aj kal to har maheene badh rhe hai . Isliye liye anya cheejo k e daam bhi badh rhe hai .
Rahul : achha to ye baat hai . cheehco lane le jaane mai bhi kharcha badh jata hoga . aur phir ye badha hua bhag bhi hume se hi liya jaata hai .
Sohan : haa thik kaha . aur agar cheej bahar desh ki hota aur bhi mehngi ho jaati hai . aayat kar lagaane ke baad . wo paisa to waise bhi desh se bahar jata hai . Desh kahi nuksaan hai. Issliye sabse pahne to swdeshi ko hi apnana chahiye . kam se kam desh ka dhan desh mai hi rahega . kabhi to desh ke hi kaam aayega .
Rohit : Thik bola apne . aur hume kisi cheej ki barbaadi bhi nhi krni chahiye . agar maag kam hogi to mehngaayi apne ap kam ho jayegi . hume bijli , paani , anaaj ko barbaad nhi krna chahiye . ye sab moolbhoot jarurate hai . sabko sasti hi milni chahiye .
Sohan: hum kimato par kaabu rakhe aur jaurat k hisaab se hi kharidi kre to mahngaayi par kaabu paya jaa sakta hai . sarkaar ko bhi apni nitiyo ko badalna chahiye .