Hindi, asked by aarav75, 10 months ago

Mera Priya Mitra par 10 se 12 line in Hindi​

Answers

Answered by nilutpal1212
5

Answer:

Mere priya mitra ka naam _____ hain. Woh mera sabse accha dost hain. Woh mujhe har mushkil kaam main main meri sahayata karta hain. Woh ek bohot he sidha-sadha, masoom and gyani hain. Main jab bhi dukhi hota hu, woh mujhe kush karke hasane ki kosish karta hain. Hum dono apne tiffin, kitabe, baate, sab kuch ek dusre ke sath baatte hain. Uske mata-pita ne usko bohot acche sanskar diye hain. Usne kabhi mujhe niraash ya dukh nahi pahuchaya hain. Woh mera saccha mitra hain jo mere kadam se kadam milakar chalta hain. Usko main zindagi me kabhi bhula nahi paunga.

Answered by tanuja42
2

Explanation:

answer is in pic.

follow me.

hope it will help you

Attachments:
Similar questions