Mere Bachpan Ke Din path ki lekhika Mahadevi Ko kavita likhne ki Prerna kis Prakar Mili
Answers
Answered by
6
Explanation:
lekhika mahadevi Verma ko kavitayen likhne ki prerna do Logo se mili pehli unki maa se jo brajbhumi me tukbandi kiya karti thi lekhika ka adhiktar samay apni maa ke saath savere prabhati aur saam ko Meera ke pad sunte huwe bithta tha yahi sunte sunte lekhika ne braj bhasa me tukbandi karna suru kar Diya
Unki dusri prernastrot subadhra Kumari Chauhan thi jinki dekha dekhi me unhone tukbandiyon ko kavitayaon ka roop dena suru Kar diya aur we bhi khari boli me likhne lagi
Similar questions