CBSE BOARD X, asked by zanee811, 8 months ago

"Meri zindagi ka maqsad tere deen ki sarfarazi" essay in urdu.....​

Answers

Answered by myrakincsem
5

Explanation:

Meri zindagi ka maqsad tere deen ki sarfarazi

Allah ne is duniya mai insano ko is liye paida kiya hai taakey insaan uski inadat mai jutey rahe or usk deen ka naam aam karein. Is duniya ma insaano ne ek deen sse kai mukhtalif deen ijaad ker iye hain.

Jo insaan Allah k deen k liye logo k saamen aa khera hota hai or uski tableegh mai aoni zindagi guzar deta hai, wo allah ka sab se pasandeeda shakhs hai. Aise logo ki zindagi ka maqsad he khuda ko raazi kerna hota hai or usk deen ki awaaz ko door door tak pohnchana hota hai.

Allah k rasool ki zandagi k terz e amal per chalna or koshish ker he sacha musalmaan kehlata hai. Uski zindagi ka zindagi ka maqsad Allah k deen ki sarfarazi kerna hota hai.

Answered by maheshwarinatraj4121
0

Answer:

HOPE THE ABOVE GIVEN ATTACHMENT WILL HELP YOU......

Attachments:
Similar questions