Hindi, asked by sameer8918, 10 months ago

Mira ki bhakti kis bhav ki thi

Answers

Answered by vaanikaur6
1

Answer:

Mira ki bhakti dasya bhav ki hai

weh Krishna ji ke liye baag lagana chahti hai taaki jab weh pratyakall waha aaye to weh unhe dekh sake.

weh unke liye unche unche mehal Banana chahti hai aur usme bohot saari khirkiya banana chahti hai taaki weh unhe dekh sake.

weh vrindavan ki galiyon me Krishna ki Leela ka gungaan Karna chahti hai.

Similar questions