Hindi, asked by Gian, 1 year ago

Mitti ke upyog aur mitti ke prakar par anuchedh

Answers

Answered by Anonymous
1
mitti.......hamari maa samaan hai......hamare janm hote hi hamara sambandh usse hota hai aur humare maran tak woh samandh juda huva rehta hai..............
mitti ko vighnanikon ne swasth ke liye achha kaha hai..............
mitti se hi ped powdho  me praan aathe hai...........aur aage jaakar wahi pedh pwdho se manav ke praan chalthe hai.....
mithhi ki aabha dhool hai.
mithhi ki pehchaan uske rang se hoti  hai.
mitti kai prakaar ki hothi hai jaise...laal,kaali,aadi...............
varsha ke samay mithhi mein se ek sugandh aathi hai jisse hamara man prasann hojatha hai...................
mithhi me hi phasal ugthi hai..
kisaan apne kheto mein uchh phasal ke liye achhi mithhi(laal aur kaali ) istemaal karthe hai..............................
ataha.....mithhi me hamara jaan hai aur mitti se  humare praan hai..................
dhanyavaadh...............!

Anonymous: aasha hai ke aapko meraa nibandh achha laga..............so plz mark it as best!
Anonymous: u can add more lines too
Anonymous: miti me paudhe ugte hai aur jeevan chalta hai aur manav usi par pair rakh kar chalta hai miti ko pradhusit karta haii agar miti nahi rahegi to duniya hi nahi bhachegi ushe bhacho thahar jao
Similar questions