miza ghalib his famous poem
Answers
Answered by
1
search in google bhai you will get
Answered by
0
Mirza Ghalib, a name synonymous with deep, philosophical and love poetry in Urdu and Persian, is considered one of the most popular and influential poets of the Mughal Era.
*Poem*
aah ko chaahiye ik umr asar hone tak
kaun jeeta hai teri zulf ke sar hone tak
un ke dekhe se jo aa jaati hai munh par raunaq
vo samajhte hain ki beemar ka haal achha hai
hazaron khwahishen aisi ki har khwahish pe dam nikle,
bahut nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle
hum ko maalum hai jannat ki haqiqat lekin
dil ke khush rakhne ko 'ghalib' ye khayal achha hai

Similar questions