Mobile phone kharidne ke liye jid Karne vale chote Bhai ko Uske labh or Hani bataye hue Patra likehe
pratu99:
hiiiiii
Answers
Answered by
7
preey pawan
hum sb yhan kushal hai. aasha h ki tum bhi vha kushal mangal hoge. mujhe kl pita ji ka patra mila usse ptaa chla ki ki tum mobile phone ka upyog jada kar rhe ho or apni padhai k prati dyaan nhi de rhe jo. tum apni adhyayan ko lekrar laperwah ho gya hai. pichhali pariksha me bhi kam number aae h sab tere mobile ka dusparinaam h . maa papa tumhaare karn bahut chintit ho gye h. badi bahan hone k naate tumhe kuch salah de rhi hu jisse tum fir acche numberon se apni saala me uttirn kar sakte ho. abhi kuch deeno k liye apna mobile maa ko de do or niymit rup se adhyayan krna suru kar do. aasha h ki tum meri baat par gaur kroge.
tumhaari bdi bahn
Varsha
hope it will help you...
Answered by
2
plot.no132
sai park
nagpur
24 march 2019
preeya bhai nitin
tum kaise ho?aasha hai sab vaha kushal mangal honge.hum sab san yaha thik hai.Maa se pata chala ki tumhe ek phone chahiye.Suno phone kharidna accha hai par use thik tarha se chalana chahiye.Phone ke bahut sare labh hani hote hai.Phone ke madat de hum apne dur ke rrshtey daro se baat kar sakte hai jaise abhi ham kar rahe hai.Pehle ham patra bheja karte the par ab internet ki madat se ham photo khichkar send kar sakte hai.Par uske hani bhi bohot sare hai jaise aajkal internet hamare liye ek khel ban gaye hai aajkal ke yuva phedhe kuch aaps ke dvara khud ke dimag ko kudrat se dur karkar inpe dhyan de rhe hai ve bahar khelna kudna chodkar inpe jyada dhyan dete hai .Instagram ,whatsapp aur mobile games ka hi charcha rehta hai dosti ke beech aur inke vajah kai log apna phone hack karke hame blackmail karte hai aur inhe hai vajah se kai bacche choti ayu mein hi marne ka nishchay karte hai tumse yahi kehna chahungi ki phone ka istamal karo par dhyan se karo thik hai.Tumhare mataji aur pitaji ko mera pranam dena aur apna dhyan rakhna.
tumhari badi behen
rani

Similar questions
Business Studies,
6 months ago
History,
6 months ago
English,
1 year ago
Math,
1 year ago
Biology,
1 year ago