Hindi, asked by agrimabarthwal, 1 year ago

mobile phone sampatti aur vipatti par 80-100 shabdo me anuched

Answers

Answered by rajeshkumarvyas
8
Mobile phone aaj ki aadhunik yug me sanchar ka sabse bada sahyogi yantra hai. Mobile phone ke kshetra me sabse pahle aur a ham yogdan Graham Bell ka hai jinhone telegram ka avishkar kiye the.
Aaj phone ko samaj me kai drishthi se dekha jaata hai kuch logo ka manana hai ki mobile phone vardaan hai is aadhunik era ko to vahi kuchh log ise avushaap manate hai.
Agar phone ka sahi istemaal kiya jaae to vardaan hai warna avishaap hai udaharan ke liye hum aur kahi nhi balki apne beech dekhate hai. Agar aap kuchh achha karna chahte ho to aap apne ka upyyog apni madad ke liye karoge Wahi dusari taraf chhatr sochenge ki kash phone hota to bahut help milta iske liye wo phone leta hi magar bhul jaata hai apni papas.

Isi Tarah use ke anusaar mobile phone sampatti bhi hai aaptti bhi hai
Similar questions