Hindi, asked by aghandam0o9mala, 1 year ago

Moral of ek phool ki chah

Answers

Answered by Anonymous
23
ek phool ki chah kavita main hamare desh main vyakt jaativaad ko darshaya bus hai.bharàt main logo k Mann main hazaron saalon se chali as rahi rudivaadi paramparayein hamein manavta de koson door liye has rahi hai.kaun ucch jaati ka hai aur kaun nicch jaati ka yahi sab chalta hai.samaj maib ucch jaati ko bohot maan samman milta hai per nicch jaati ko koi nhi poochta.balki nicch jaati k vyakti ko manic main jaake pooja tàk nhi karne do jaati.kavita k nayak k saath bhi tho his.uski marnasan putri ki teevra iccha thi k puja k phool mile.bechara mandir gya to logon ne usse jail main daal diya.vo apni mrit beti k Anton darshan hai has kar sake. an yet kahan is nyay hai ki ek gareeb vyakti mandir bhi nhi jaa sakta
Answered by aryanpatilcbse
5

Answer:

lesson :ek Phul Ki chah

Explanation:

एक फूल की चाह भावार्थ : कवि ने एक फूल की चाह कविता में उस वक्त फैली हुई महामारी के बारे में बताया है। इस महामारी की चपेट में ना जाने कितने मासूम बच्चे आ चुके थे। जिन माताओं ने अपने बच्चों को इस महामारी के कारण खोया था, उनके आँसू रुक ही नहीं रहे थे। रोते-रोते उनकी आवाज़ कमजोर पड़ चुकी थी, पर उस कमजोर पड़ चुके करुणा से भरे स्वर में भी अपार अशांति सुनाई दे रही थी।

Similar questions