Hindi, asked by surbhi2k2, 1 year ago

Moral of ek phool ki chah in hindi

Answers

Answered by Queen1819
2
Mai andha hu.Mujhe kuch nazar nahi aata.Mai bas mehsoos kar sakta hoon.Koi muje pyaar nahi karta.
Aur chooki mujhe cheezon ki kami mehsoos hoti hai,main logo se chedkhaani kar leta hu.
Bachpan me mere paas bahut khubsurat aankhen thi,jise khuda ko bhi shayad manzoor nahi,unhone behrahmi se le li.
Aaaj bhi mujhe vo din yaad hai jab main duniya ke saare khubsurat nazare dekha karta tha.
Mujhe abhi bhi meri maa ka chehra yaad hai.Jab pehli baar mene apne aakhen kholi,tab mene sirf apni maa ki bholi si surat ko dekha.
Ab main rone laga hun.Main aur nahi likh sakta.Mujhe muaf kar do.
AAP SAB SHUKRIYA KARIYE KHUDA KA KI APKE PAS AANKHEN HAIN.

Queen1819: oh
Similar questions