Muhavare ka arth ka vakya prayog kare hawai kila banana
Answers
Answered by
1
hawai kila banana matlab ki bina mehnat kiye pehle hi fal prapti ke baare me sochna. iska vakya me prayog aise kiya jaa skta h " Usne bina kuch padhe likhe pehle hi hawai kila banana shuru kar diya"
Similar questions