Hindi, asked by ShiviJain, 1 year ago

muhavare ka prayog kar ke anuched likhiye

Answers

Answered by Divyaanika
2
Bandar kya jane adrak ka swaad:-

Ek bandar tha. Jungle mein rahta tha. Ek baar jungle mein ek party thi. Vaha sabhi janvar aaye hue the. Party siyar ke ghar thi. Sab ne chak kar khana khaya. Bandar ne bhi khaya. Khane- peene ke baad siyar ne sabko sauff ke badle adrak ke chote- chote tukde katkar, usmein neembu aur namak lagakar sabko diya. Sabne ek ek tukda uthaya aur sabki dekha dekhi bandar ne bhi. Usne pahle kabhi adrak khaya nahi tha. Usee adrak ka swaad bahut pasand aaya. Magar aur nahi le sakta tha kyonki kisi ne bhi ek tukde se jyada nahi liya tha. Adrak ka swaad muh mein liye bandar ji ghar aaye aur aate samay bazar se dher sari adkar le aaye. Adrak ko thik usi tarah chote- chote tukdo mein kata aur neembu aur namak lagaya. Magar is baar unhoine ji bhar ke muthi par muthi adrak muh mein daal diya. Aur bas phir jo gat bani bandar miya ki vo aap samajh hi sakte hain. Tab se bandar ji ne tauba kar li
ki vo adrak nahi khayenge aur sabse jungle mein kahte phire ki adrak bada beswaad hai aur jungle mein anya janvar ek dusre se "Bandar kya jane adrak ka swaad".

HOPE it helps!!!!✌️✌️
Similar questions