muhavare se kahani banaiye. Jisme 20 muhavare ho
Answers
Answered by
2
1. Ghaw par namak chhirakna:-
Varun ko jab wyapar mein bhari ghata huwa to tarun ne uska mazak urakar uske ghaw par namak chhirakne ka kam kiya.
2. Ghore bechkar sona:-
Upar wale ki ashirwad hai ki tumahara kam sahi chal raha hai. Tum aram se ghore behkar sowo.
3. Char chand lagana:-
Lokpriya tatha sabhya wyakti jis karyakram mein pahuch jate hai waha
char chand lag jate hai.
4. Choli-daman ka saath:-
Dinesh-Mhesh ne choli-daman ka saath nibahate huwe chota sa kaam shuru karke itni pragati ki ki aj we janemane wyawsayi hai.
5. Chirag tale andhera:-
Ahha padhane wale adhyapak ke bete ka bar-bar fail ho jana, ise kehete hai chirag tale andhera.
6. Ganimat ho jana:-
Rail durghatna mein chot to lagi parantu jaan bach gayi, yaha ganimat ho gayi.
7. Ghas na dalna;-
Mahesh ne apna kaam nikal jaane par shyam ko ghas dalni bhi band kar di.
8. Ghore par sawar rehna:-
Suresh ki aadat mein yaha shamil ho gaya hai ki waha har samay ghore par sawar rehta hai.
9. Andhe ki laathi:-
Shrawan kumar apne andhe mata-pita ke liye andhe ki laathi tha.
10. Agiya betal hona:-
Jo log apni galti ya kamiya sunkar agiya betal ho jate hai, wo jivan mein kabhi age nahi bar sakte.
Hope this helps you....
Please mark as brainliest if it does....

Similar questions