Hindi, asked by nadiaparvez123, 1 year ago

muhavre ke arth aur vakya


fatmamehdi: how many muhavre do u want?

Answers

Answered by sami99
28
- Ghee k diye jalana - khushiyan manana
  Rahul k kaksha me pratham aane par, uske parivaar ne ghee k diye jaleye.

- Agar magar karna - bahane banana 
  Manu school der se pahunchta h, fir agar-magar karne lagta h.

- Gagar me sagar bharna - thode me bahut kahna 
  Kabirdaas apne doho me gagar me sagar bhar dete the.

- Eed ka chand hona - bahut kam dikhae dene vala 
  Pareeksha ki vajah se Shefali to bilkul eed ka chand ho gyi h.

- Dum dabakar bhagna - darkar bhag jaana 
  Saap ko dekh, bachha dum dabakar bhaag gya.

- Aasteen ka sap - kapti mitr 
  Mujhe lagta tha ki Meera meri sachi saheli h, par vo museebat k vaqt bhaag  gyi. Vah to   aasteen ka saap nikali.

:)

Answered by akshatboy
21
अगं-अंग मुस्काना – रोम रोम से प्रसन्नता छलकनालक्ष्य प्राप्ति पर उसके अंग – अंग मुस्काने लगे.  

अंक देना – आलिंगन करना.

प्रेम से वशीभूत वह बहुत देर तक अंक दिये रहा.


अंग-अंग ढीले होना – थका होना

शाम को घर पहुंचते पहुंचते अंग-अंग ढीले हो चुके होते हैं.
                   प्ल्ज्मार्क इत BEST



Similar questions