muhje ek essay chahiye on apne liye jiye toh kya jiye
Answers
Answered by
5
Hum sbhi ko zindagi sirf ek dafa ek pal jine ke liye milti hai na uska koi nischit kal hai aur na aaj usi pal mein use jitna acha jee skte ho itne ji lo na jaane agle hi pal kaun si aisi paristhiti a an page ki aage mausa hi na mile kuch pal apne liye btao aur kuch dusro ki khushi ke liye jiska pramad hmari khud ki khushi hoti hai....... You can start and write ur own views which is imp. hope it helped u!!
Answered by
6
Apne liye jiye toh kya jiye, Kabhi dusro ke liye bhi jee ke dekho !
Aaaj kal sab log sirf apne liye hi jeete hai. Agar hum dusro ke baare main na sochenge toh ham me aur janvaro mai fark hi kya rhe jayega !
Paropkar hi jeevan ka aadhar hai, paropkar auro ka upkaar hai. hamare jeevan mai paropkar ka mahetvapoorna sthan hai. yaha tak ki prakrati bhi hame paropkar ke anek udharan deti hai. jab prakrati hi hame itne udharanb deti hai toh ham kyon peeche hai ? ant: hame sirf apne liye na jeekar dusro ke liye bhi jeena chahiye kyoki dusro ke liye jeena hi manushyata hai

Similar questions