Hindi, asked by Parisingh, 1 year ago

mujhe ek esaay likhna h.... hindi me... Topic h- gyan ka sbse bda shtru agyanta nhi blki gyan ka bhram hai...

Answers

Answered by Devroy
1
Murkh hmesha apne Aap ko sb se achha or smjhdar smjhta h or yehi ishki sb se bdi kamjori hoti h..

or gyani hmesha apne aap ko Gyan sikhne k liye prerit karta rahta h ..wo hmesha apne aap ko kamjor smjhta h use apne aap pr ghmand nahi hota 

kisi cheej ka gyan nhi hona ye koi kamjori nhi h kamjori ye h k kuchh na jante hue b Ghmand kre..

or isi wajah se wo hmesha apni zindgi me pichhe rah jata h 

gyan hmesha hmara sath deta h kbhi akela nhi chhorta ..

kesi b pristhiti ho.

gyan ek schhe sathi ki tarah h aadi kal se manusye ne jo kuchh socha or paya h use kitabo me saraankshit kr liya 

shiksha k dwara jo gyan hm hasil krte h use vidhya kahte h ..

or shiksha or gyan ye ek arth k do pryay h shiksh ka dhn sb dhn se shresth h jo vaykti pdh nhi skta uske jivan me kahi koi na koi kami to rah hi jati h jo wayakti pdh skta or jo nahi padh skta ise hm apne smaj me b dekhe to rat din ka antar njr aayega .. Or hme gyaan orr agyaan ka antar smjh aa jayega 

ek agyani apne jivan ki kitni uplabdhiyo se vanchit rah jata h 

Isi liye kahte h gyan se bda koi sathi nahi or agyaanta se bda koi stru nhi...

Devroy: can you Mark my answer as the brainliest
Answered by MrPerfect0007
0
HIII
_____^___^____

srk6
Similar questions