Hindi, asked by mkmonu1987, 1 year ago

mujhe nakal rokne par akbaar main letter

Answers

Answered by Anonymous
0

preshak

prati

subject

sampadak,

Vo kehte hain na ki jo bhi hota hai achey ke liye hota hai?Galat kehte hain.
Bachon ki nakal karne ki adat hai.Yeh adat shayad hi kuch bachon ko apne zindagi jeene me madad kar sakti ho.Udaharan ke liye abhinetraon(actors) ke liye,yeh zaruri hai ke vo abhinay thik dhang se karen.Baaki bachey toh sirf hasi mazak ke liye nakal karte hain.Aur jab pakde jaate hain toh unki dhulaai hoti hai.Vidhyalay shiksha ka mandir hain.Yahan behudi harkate karna avashya nahi samjha jata hai.Yadi koi bacha kisi adhyapak ya adhyapika ki nakal karta hai,uski jeevan me safalta prapt kathai nahi ki ja sakti hai.
Mata pita guru aur phir khuda aate hain.Guru ki nakal sirf achey karmo ke liye ki ja sakti hai,behude harkato ke liye nahi.Unhe chidhana,unki hasee mazak udana uchit nahi hai.Bado ka aadar karna hamare poorvajo ne sikhaya hai.Inka palan karna hamara kartayva hai.
Jo bachey yeh nakal ki roktham na kar payen,vo bhagwan ke charno me bhajan keertan arambh kar den,kyuki inke liye padhai wakt ki barbadi hai.

Vo kehte hain na,jo bhi hota hai achey ke liye hota hai?Sahi kehte hain.

Bhavdeeya

apka nam

mitra,yeh mere swayam ke vichar hain,ap apne vichar khud daalke,is nibandh me AAG LAGA DEN

Cheers!
Similar questions