Munshi premchand ki koi bhi story ki review in 100 words in hindi
Answers
Munshi premchand ne apne jeevan mein boht si kahaniyan likhi hai . unme se ek kahani hai "BADE BHAI SAHIB" . iss kahani mein bade bhaiya boht hi budhiman or har samay padhne wale aadmi hai . unhe har waqt koi na koi kaam krna pasand hai. pr wahin dusri or unka chota bhai khel kood , masti , patangbaazi , aadi pr padhai se bhi jyada dhyaan deta hai . pr veh apne bade bhai sahib se darta bhi hai . chhota bhai bina mehnat kiye kaksha mein aval aata h pr bdaa bhai itni padhai k baad bhi fail ho jata hai . jis pr wo aadunik shiksha ke barre mein apne vichar pragat krta hai . iss pr chhota bhai unhe smjata hai ki jeevan mein padhai k saath hasna , khelna aur mazze krna bhi accha hai. hume apni zindagi ko har nazare se jina chahiye .
HOPE YOU LIKE IT .