Hindi, asked by abhikesh4967, 1 year ago

Munshi Premchand ki 'namak ka daroga kahani' ka mein kaun si samasya bataya gaya hain

Answers

Answered by naushad55
1

Explanation:

is kahani me vanshidhar babu h jo ki nanak ke daroga hai.

ek raat ko unho ne dekha ki gadiyo ki ek lambi katar pull pr se ja rhi thi.jisme namak Bhara hua tha. ye sab pandit olopodin ka tha.pandit olopodin beiman hai or wo vanshidhar ko ghus dena chahte h.magar vanshidhar imandar hai.is kahani me ye dikhaya gya h ki duniya imandaro ka nahi balki beimano ka sath deti hai.

Similar questions