Hindi, asked by Milon9920, 1 year ago

My aim is doctor 10lines in hindi

Answers

Answered by salunkhetanvi
1
mera hamesha se hi ek sapana raha hain ki main doctor banu.
kyoki maine bahut se rogonse lachar marij dekhe hain muze unpar bahot daya aati hain.
mere desh ki yah stithi main badalana chahata hoon.
mere maa aur papa bhi yahi chahate hain ki main samaj ke kaam aau.
main marijonki seva karana chata hoon.
sabko hasata khelata dekhana chata hoon.
desh ki unnati karana chata hoon.
muze iss sapane ko pura karane main jitani mehnat lagegi main karunga..
main kar kar hi rahunga.
meri seva hi mera dharm hain....
mera sapana mera jivan hain.




Similar questions