निबंध
परमात्मा का
खेल
Answers
do kisan the dono lakriyaan kaat rhe the
lakri kaate kaate unke me se ek ka kulari
Paani me jaakar gir jaata hai tab wah insan jiski kulahari paani me girr jati hai woh bhut dhuki ho jata tab woh bhut pareshan rehta hai ki mai kya krooo
tabhi nadi se nadi ke baghwaan ji niklte hai aur
kehte hai ki
kya ye sone ki kulahari tumari
toh woh insan kehta hai ki nhi ye sone ki nhi hai
phir bhagwan ji chandi ki kulahari nikalte hai
aur phir bolte hai ,kya ye kulhari yhi hai
toh insan bolta hai nhi ye bhi nhi hai
toh phir baghwaan ji use uski kulhari nikalte hai kehte kya ye tumari kulhari
toh woh bolta hai haa haa yhi hai meri
usski issi sachai ko dekhkar baghwaan ji khush ho jate hai kulhari usse dete hai aur sath me sone aur chandi ke bhi de dete hai
Ab jo woh uska dost rehta hai
woh jaan bujh kar apni kulahari nadi me fake deta hai aur rone lagta hai tabhi baghwaan ji firr nikalte hai kehte hai kya kulhari tumari hai toh woh bolta hai ha haa..
toh baghwaan ji kehte nhi tum juth bol rahe ho ye tumari kulhari nhi hai
tum bhut hi lalchi insan ho
tumhe kuch nhi mil sakta .......
isse hume ye Sikh milti hai
"lalach buri bala hai" jo acha krta hai uske saath
humesha parmatma rehte hai
hope it's helpful to you