Hindi, asked by akarshitbansotra, 7 months ago

नॉक डाउन की परेशानियां जाते हुए दो मित्रों का संवाद​

Answers

Answered by pklele2000
1

Answer:

Hope it's help you.

Explanation:

Mitra- Ara anand bahut din ka baad mila ho?

Aap- Han rahul mai corona virus ki bajah sa bahar nahi as raha tha.

Mitra - Lock down mai sab parasan hogaya han.

Aap - Han rahul theek kaha raha ho.

Mitra - Hama ghar mai hi rahana chahiya.

Aap - Han hama Sara niyam mana chaiya.

Mitra- Hama agar kuch jaruri kaam ho to hama ghar sa bahar Jana chahiya

Aap- Agar ghar sa bahar Jana ho to mask laga ka Jana chahiya.

Mitra- Hama apne aas pass safayi rakhna chahiya.

Aap- Hama bar bar hant dohana chahiya.

Mitra- Hama social distance maintain karna chahiya.

Aap - Han hama ghar mai raha kar kuch naya sikhna chahiya.

Mitra - Han theek kaha raha ho.

Aap- Theek hai baad ma milta han.

Mitra - Han .

Similar questions