Hindi, asked by s2uvil3Zerka, 1 year ago

नाक पर आधारित दस मुहावरे और उनके अर्थ सहित वाक्य

Answers

Answered by cgeg
69
1.nak mein dam karna- bahut tang karna.
Meri chhotti bhn ne roz khilone mang mang kr meri maa ki naak mein dam kar diya .
2.nak katna- ijjat ya samman jana.
Saare gharwaalo ke saamne meri nak katgyi
3.nak par makhi na badhne dena- apne par aachep ya iljam na lagne dena.
Vo aadmi apni nak par makhi nhi badhne deta.
4.nak ragadna- gid-gida-kar chama (sorry) mangna.
Wo mere pero me gir kr naak rgdne lga aur maafi mangne lga.
Answered by mannijot918
0

Answer:

Gggx

Explanation:

Similar questions