Hindi, asked by BrainlyHelper, 1 year ago

निम्नलिखित का आशय स्पष्ट कीजिए −
हमारी देशभक्ति धूल को माथे से न लगाए तो कम-से-कम उस पर पैर तो रखे।

nimnalikhit kaa aashay spaṣṭ keejie −
hamaaree deshabhakti dhool ko maathe se n lagaa_e to kam-se-kam us par pair to rakhe.

रामविलास शर्मा

Answers

Answered by Nikki57
0
Namaskar,

Kahne ka bhaav yah hai ki aaj ka nau Jawan dhul lo sparsh nhi krna chahata jiss ka Karan yah hai ki vah usse tuch samajta hai. Iss pankati ke dawara lekhak yah anurodh karta hai ki aaj ki yuva pidi dhul ko apne mathe se nahi laga skti to Kam se kam apne pair (legs) ke madhayam se use chune ka sahas avashya rkhe. Hame apni dharti maa ka aadar kar uss miti ka aadar krna chahiye, kyuki vh vhi miti hai jis pr ham apne paw rkhte hai, jis pr hm khelte hai, jis pr bche cricket khel bde hokar Bhartiya khiladi bante hai. Jis pr khelte kushti bde yodha hai. Uss miti ka aadar hme avashya krna chaiye.

Aasha hai aapko mera uttar acha lga hoga.......
Answered by BraɪnlyBenzemà
1

 \impliesलेखक नगर में बसने वालों से कहता है-यदि तुम वास्तव में सच्चे देशभक्त हो तो इस धूल को अपने माथे से लगाओ, अर्थात् आम ग्रामीण व्यक्ति का सम्मान करो। परंतु यदि तुम इतना नहीं कर सकते तो कम-से-कम इनके बीच में रहो। इनसे संपर्क न तोड़ो। इनका तिरस्कार न करो। इनका महत्त्व स्वीकार करो।

Similar questions