Hindi, asked by sphadtare11, 9 months ago

निम्नलिखीत मुद्दो के आधार पर कहानी लेखन करें. एक परिवार - पालतू नेवला - स्त्री का पाणी भरने के लिए बाहर जाना - छोटा बच्चा अकेला- साॉंप का निकलना - बच्चे के पास आना - नेवले का देखना - साॉंप को मारना - स्त्री का लौटना-खून से सने नेवले को देखना - छोटे बच्चे का खुनी समझकर ऊस पर पाणी से भरा घडा फेकना - नेवले का मृत्यू - स्त्री का अंदर जाना - छोटा बच्चा सुरक्षित - मरे हुए साॉंप को देखना - नासमझी पर पश्चाताप

Answers

Answered by shabnam3874
5

Answer:

ek parivar Mei ek paltu nevla tha us pariwar Mei ek aurat aur purus the unko ek nanha sa bacha tha .ek din wo puja ke liye mandir Gaye bacche ko Ghar par chod ke .bacche ke pass sanp aaya par nevle ne sanp ko kata aur uske muh Mei khoon lag gya that jab uski Malkin ne khoon dekha to use lga ki nevle ne bacche ko kata hai .isliye usne nevle ko Mar dala .bad Mei jab bacche ko ja ke dekha to bacha sahi salamt that aur uske bagal Mei sanp mara para tha.use bhut pachtawa hua ki usne ek nirdos nevle ki Jan le li

Similar questions