Hindi, asked by sureshpote60, 7 months ago

.
निम्नलिखित मुद्दो के आधार पर लगभग ७० से ८० शब्दो मे कहानी लिखिए :
एक राजा - लडाई में हारना - गुफ़ा मे छिपना - दीवार पर मकडी-
चढ्ना-गिरना - अंत मे सफ़लता राजा के मन मे साहस का संचार
फ़िर से चढाई करना
राज्य वाप अथवा स लेना।​

Answers

Answered by aishsingh8178
1

bahut samay pahle ek Raja tha. use Raja ka naam Vikram tha. uski Raja ka yuddh padosi rajya ke sath hone wala tha. yuddh hone per hua hua har Gaya.apni Jaan bachane ke liye apna Raja chhodkar bhag Gaya aur dur jakar gufa mein chup Gaya. vah gufa ek ghane jungle mein thi. Raja Vikram vahan bahut Dinon Tak chhupa Raha. bahut bhukha pyasa tha tatha usne ab jeene ki himmat bhi Hardi thi. tabhi ek din usne gufa ke Deewar per ek makdi Ko dekha.Jo bar bar gufa ki deewar par chalne ki koshish kar rahi thi lekin bar bar gir ja rahi thi. girne per vah har nahin man rahi thi dobara se chadhne ki koshish kar rahi thi. Raja Vikram is makdi ko bade hi Dhyan se dekh raha tha. makdi Kai bar koshish karne ke bad vah use gufa ki deewar per chadh use makdi Ko dekhkar rajya vitran ke andar sahas aaya. ki use is ghane Jungle ki gufa mein baith kar apna jivan Yun hi barbad nahin karna chahie. use wapas jakar Apne rajya ke liye ladna chahie. apni Raja ki logon Ko Insaaf Dena chahie. usmein dobara se apne padosi rajya ki rajya ke sath yuddh Kiya. is bar Wajid Gaya.

Similar questions