Hindi, asked by itbpajaymalik1979, 3 months ago

निम्नलिखित प्रश्न का उत्तर 60 से 70 शब्दों में लिखिए |
'खुशबू रचते हाथ' कविता का केन्द्रीय भाव लिखिए।​

Answers

Answered by radhika16kapoor
8

Answer:

here is ur answer

mark brainliest

Explanation:

प्रस्तुत कविता 'खुशबू रचते हैं हाथ' में कवि ने हमारा ध्यान समाज के उपेक्षित वर्ग की ओर खींचने का प्रयास किया है। ये अगरबत्ती बनाने वाले लोग हैं जो की हमारी जिंदगी को खुश्बुदार बनाकर खुद गंदगी में जीवन बसर कर रहे हैं। वे नालियों के बीच, कूड़े-करकट के ढेरों में रहकर अगरबत्ती बनाने का काम अपने हाथों से करते हैं।

Answered by ma0569224
2

Explanation:

khushbu rachte hath kavita kavi Arun kamal dwara rachit hai. kavita me kavi ne Agarbatti Yan banana vale mazduron ka Chitran kiya hai. un mazduron m Aurte, burhe, bache, Jawan aadi sabhi warg shamil hai.

yeh log khud gandagi m rehte hai, lekin apne mehnat se kayi prakar ki khushbudar agarbattiyan banate hn.

unhe bnane m unke khudke hath kharab ho gye hai. unke khud ke ghar badbu se bhare huai hn.

isi wajah se kavi ne apni vidambna vyakt ki hai.

kavi ke anusar Ek taraf duniya ke sabhya log in gande mohallo me rehne vale logo se nafrat karte hain.

vahin dusri taraf unhi logo k gande hathon dwara banayi gyi agarbattiyon ko bhagwan k samne jalakar prathna karte hain.

apne ghar ko swagandhit karte hain.

Similar questions