Hindi, asked by raviyadav7088, 9 months ago

।।।।।।निम्नलिखित प्रश्नों के उत्तर लिखिक. वर्ण किसे कहते हैं?ख. वर्णमाला से आप क्या समझते हैला. स्वर और व्यंजन किसे कहते हैं​

Answers

Answered by parvatidevigupta117
2

Answer:

k.varna-choti se chhoti Dhwani jiske Khand na ho sake , use Varna kahate Hain.

kh. varno ke samuh ko varnmala kahate Hain.

g.swar-jin varnon ka Swatantra uchcharan Kiya ja sake unhen Swar kahate Hain.

vyanjan-Jin varno ka ucharan Swar ki sahayata se Kiya jata hai, unhen vyanjan kahate Hain.

Similar questions