Hindi, asked by harmanpreet69, 11 months ago

निम्नलिखित संकेत बिंदुओं के आधार पर कहानी एवं सीख लिखिए।
रमेश और माता पिता , सुखी परिवार , रमेश हमेशा मोबाइल पर , कान में इयरफोन , माता पिता का मना करना , कान में इयरफोन , दुर्घटना plz write in hindi work​


harmanpreet69: pl
harmanpreet69: plz give the anwer but in short

Answers

Answered by ravinale
7

Ek Gaon Mein Ramesh Naam Ka Ladka rehta tha. Uske ghar mein Uske Mata Pita aur vah sirf teeno hi Rahte the. Unka Ek Sukhi Parivar tha. lekin Ramesh koi ek Buri Aadat thi vah Hamesha mobile per Kan Mein earphone lagakar gane Sunta rahata tha ,games khelta tha, video Dikhta tha. uski Mata Pita use Hamesha Aisa Na karne ki Salah dete. lekin Ramesh bilkul Manta Nahin. Uske Pitaji Ne usko Kahin biodata mein bhi deta lekin vah Nahin Mana. Aise Kai Din Gaye, Dheere Dheere Ramesh ko Sunai padhna kam Hota Gaya. uski man use Awaaz De lekin use bilkul sunaeye nahin diya. vah gabra Gaya aur sab apni Man Ko batane Laga. mataji ne use Kahan" Tum Hamesha Kan Mein earphone lagakar baithe ho isliye Tumhen Sunai padhna kam ho raha hai." tab Ramesh bola ab" kya hoga Mujhe Kabhi theek se Sunai Nahin dega". tabhi Mataji ne kaha ki tumhare papa aane ke bad Ham doctor ke pass Jaenge. Raat Ko Jab Uske Pitaji Aaye To vah Sab aspataal Mein Chale Gaye. tab doctor ne kaha ki Hamesha earphone Lagane Ke Karan ise Sunai panakam De Ho Gaye Hain thik karne ke liye bahut kharcha aaega. Ramesh ke Mata Pita Ke Hote Hain Ki Aap Hamare bete ko thik kijiye. Ramesh theek ho jata hai aur use aapane kiye Ka pachtawa Hota Hai. vah Mata Pita Se Kahta Hai Ki Main aap Jyada phone ka istemal Nahin karunga.

sikh - Kisi bhi Vastu ka ati vapar hanikarak Hota Hai

Similar questions