निम्नलिखित शब्दों का अर्थ लिखिए व वाक्य में प्रयोग कीजिए—
जोकर
हाथी
परियाँ
ढोलक
नदी
Answers
Answered by
0
Answer:
1. joker ek waykti hai jo logo ko circus me hasata hai
wakya = kal maine circus me ek joker ko dekha
2. haathi ek visaal janwar hai jiske do bare patte jaise kaan hote hai aur ek sund hota hai
wakya = mere pitaji haathi ke paiyro tale mare gaye
3. priyan kalpanik jiw hoti hai jo bhot sundar hoti hai
wakya = kal raat mere sapne me pariyan aayi
4. dholak ek waadya yantr hai jiske do mu hote hai aur wo hathon se pit kar bajayen jate hai
wakya = chacha ji ke saadi me dholak bajaye ja rahe the
5. nadi paharon se nikal kar samudr me milti hai
wakya = mere ghar ke samne wali nadi me ek baccha dubb gaya
Explanation:
Hope it will help you just write it in hindi....
Similar questions