Hindi, asked by karadvishnu98, 8 months ago

निम्नलिखित शब्दों पर कहानी लेखन दिजीये
साधू, मदद्, बुढिया, इनाम.

Answers

Answered by maheshjanu5
0

Answer:

Hi

Explanation:

Answered by poojadolai
0

Answer:

hey mate first mark me as brainliest then I will send you the answer.

ek gaon mein ek budhiya rehti thi jiska naam Tulsi Devi tha.Tulsi Devi kafi buri ho chuki thi uska ek ladka tha Jo use chhod Kar Bahar naukari karne jata tha ab uske a ladke ki bhi shaadi ho gai aur vah log shahar mein Hi Bas Gaye per dukhi to hona tha Tulsi Devi ji ko vah akeli mitti ke ghar par rehti thi vah bahut mehnat ki thi ek din vah jab khana kha rahi thi e tab uske Ghar pe ek sadhu aata hai sadhu kahta hai hi ja beti thoda sa Pani pila de mujhe bahut bhookh lag rahi hai 10 din se main bhukha hun main kuchh nahin khaya tab vah bole tab budhiya Tulsi Devikhana kha rahi thi badi mehnat ki thi vah uthane ka kam karti thi usse usko jitna Paisa milta tha vah apna pet bhar leti thi usne dekha ki vah sadhu Bada Hi tha Kar Raha hai aur usne jab suna ki usne 10 dinon se kuchh nahin khaya uske pass Tulsi Devi ji ke pass bhi khane ke liye kuchh nahin tha vah bus ek Basi roti kha rahi thi per usne shaadu ko poochha ki aap ke charno mein Mera pranam guruji mere pass kuchh sada khana to nahin hai aur ek Basi roti hai kya aap use Sevan karenge sadhu ne kaha behti jo hai vah de mujhe bahut bhook lag rahi hai Tulsi Devi ji kahati hai abhi la rahi hun aap baithe Hain aap guruji yah lijiye Pani thoda shukriya sadhu kahta hai. yah lijiye ya Basi roti mujhe maaf kijiyega kina aapko ya Basi roti khila rahi hun mere pass paise nahin hai isliye Tulsi Devi ji kahati hai sadhu kehta hai beti tune Jo mujhse Pyar se khana khila hai main usse bahut pasand Ho Meri bhookh MIT gai isliye main tujhe tune Meri Jo madad ki iske liye main tujhe Tere liye Dua karunga ki Tere jivan mein kabhi dukh Na aaye to aise hastii hasti Khushi se Rahe tujhe kabhi bhi paise ki aapatti Na Ho. railway beti mein to Tera pariksha le raha tha aur jismein to Jeet gayi hai main tujhe inam ki swaroop ye Gam la deta hun ismein to jo bhi khane ki chij bolegi vah Tere samne a jaega aur yah lathi isase to jab Koi Tere upar hamla karega tab to isase kahana elathi apna Kam dikha tab yah sare gundon ko maar giraya aur ja Le ja bakri jab tu isase sahi rahegi tab uske munh se sone ke sikke girenge chal ab main chalta hun aapka shukriya yahan aane ke liye baba sadhu ji tab se Tulsi Devi ji vahan ki mukhya ban gai aur pura gaon ka naam karta tha aur vah yah teen chijon ki kabhi bhi lalach nahin karti thi inko sambhal ke rakhti thi jab kaam aata hai tabhi istemal karti thi.

seek: jab Ham kisi ki madad karte Hain tu upar wala hamari madad karta hai.

Similar questions