निम्नलिखित दिए गए अनुच्छेद में से कोई एक अनुच्छेद करें-
Answers
Answered by
0
Answer:
jeevan ka mehetva
Explanation:
hamare liye jeevan bahut mahatvapurna hota hai. jeevan ke bina hum is naashvan sansar mein kuh bhi nahi kar sakte. is jeevan mein hame kai sari mahatvapurna chije sikhte hai aur usse kafi saari chijo ki bhi prerna lete hai. ham mein se 20% log bhagwan mein vishwas rakhte hai to kuch vigyan mein isliye ham sabhi ki soch ek jaisi nahi hoti hai. kai baar hum insaan hi apne jeevan ka naash karne par tule hote hai. ham mein se koi bhi jeevan ka mehetva is kalyug mein nahi samajh pate lekin ek bat samajh jaate hai ki yeh jeevan ka chakra kabhi samapt nahi hota. isliye hame jeevan ka mehetva samajhna chahiye aur apni buri aadaton ko sudharna chahiye.
Similar questions