Hindi, asked by AtharvaSakpal, 1 year ago

निर्मला उपन्यास की शीर्षक की सार्थकता लिखिए। pls help​

Answers

Answered by meenakshikhairwal
1

Answer:

the melodramatic novel is centred on nirmala , a young girl who was forced to marry widower of her father's age. the plot unfold the reveal her husband's suspicion of a relationship between her and his eldest son, a suspicion that leads to the son's death...

Answered by pallavi89
3

Explanation: nirmla upnasy ka shirshak uprukt AVN Sarthak Hai Kyuki nirmla upnyas Mein Premchand Ji Ne Aarambh Mein dikhaya hai ki Nirmala Sundar AVN Sushil ladki hai abhi bahut Choti Hai Magar Apne Mata Pita Ke vichar Ke Karan uska Vibha karane ke liye taiyari chal rahi hoti hai ese beech uske mata pita ma bibad hota . uske pita kurodh ke karan gar chod ker chale jata raste ma useke pita ka upradhi melta hai jesya nirmla ke pita ne saja dilwai thi. nirmla ke pita ko mar data hai es karan nirmla ka bibah rok diya jata. useki mata es sab ka karan hoti hai kyuki uski mata bati ki sadi ka kharch dakh kar apne putra ka bare ma sochti. upaynas ke madhe me dilhya gaya hai ki nirmla ke maa ladke ke gar patra bhijati hai magar us patra ka koi sare nahi melta . nirmla ke parivar ke panfit nirmla ke liye ak aaa reshta late hai jo nirmla se bhot bada hota useke teen bhache hota hai samaj ki es vichar ko dikhana hi es upaynas uka udesye hai upaynas ke ant me dikhya gaya hai ke nirmla ke sadi use ho jati aur nirmla teen bhacho ke maa bhi ban jati . etni se choti se umre me uusye etna bhojh uthana padta hai es samaj ke nerdaita ko dikhna hi upaynas ka udesye hai.

Similar questions