नारी सशक्तिकरण पर निबंध(with headings)
Answers
Answered by
13
↑ Please Mark As ★Brainliest★
Attachments:
Answered by
7
Nari sashaktikaran matlab ki naariyan kitni sashakat hai. Aaj samaj mein mahilaon ko vo place nahi mil paa rahi h jiski vo patra hai. Sahari ilakon mein phir vi badlav najar aaya par gramin ilakon mein haal bura hai. Aaj nari sirf gharon tak hi simit raha gayi hai. Ve chakar vi apni ray aage ni rakh sakti. Aaj vi unhe purushon se kam samajha jata hai. Aaj ve agar naukri k liye bahar jati hai to unhe mana kar diya jata hai. Une dahez k liye pratadit kiya jata hai. Par ab mahilao ko sashakat hona hoga. Aaj unhe apni jagah samaj mein banani padegi.
Similar questions
Chemistry,
7 months ago
Social Sciences,
7 months ago
English,
7 months ago
Science,
1 year ago
Biology,
1 year ago