Hindi, asked by dada67, 1 year ago

नारी शिक्षा संवाद लेखन 4 pages

Answers

Answered by rahul9092
5
for your help this question answered it is
Attachments:
Answered by pramilajhathakur
8

Hey please mark me brainliest I have no brainliest answers

here is the answer :-

radha: arre!! reema bohut dino baad dikhi. kaisi ho?? sab kaise hai?

reema: haa sab theek hai ghar mai.. tum batao tum kaisi ho? mai bohut takliif mai hu! isliye aaj kal ghar se kam hi bahar nikalti hu!

radha: oh! kyu kya hua? koi takleef hai? tum mujhe bta sakti ho, kya pta mai tumhari koi maddad kar du?

reema: dhanyavaad radha. par samsya kuj zada hi hia. meri badi behn ne dasvi kaksha pass kar lii hai. lekin papa didi ko aur nhi padhana chahte. kehte hai didi ki shaadi kar denge!

radha: yeh toh bohut dukh ki baat hai. dekho tum apne papa ko samjhao ki aaj kal mahilaye bhi padhne lagi hai. unko bhi padhayi karne ka adhikaar milna chahiye.

reema: tum bilkul sahi ho radha lekin papa ko kon samjhaye?

radha: tum apne papa ko kehna ki papa dekhiye aaj kal mahilaaye bhi har jagah tarakki karne lgi hai. PV Sandhu, kalpana chawla, sunita williams aadi mahilaao ne hi humre bharat ka naam roshan kiya hai. kya pta aage jaa kar didi bhi koi bda kaam karde aur aapka naam roshan kar de.

reema: haa tum sahi ho. theek hai mai papa ko bolkar dekhungi.

radha: dekhna uncle tumhari baat pakka maan hi jaayenge. aur tum zada chinta na karo. sab kuj sahi hoga. chalo ab mai chalti hi. kal milte hai

reema: accha alvida.

radha: alvida.

hope this answer will help you. : )

please mark me the brainliest really would help...

Thanks in advance...

Similar questions