Hindi, asked by as1360108, 1 year ago

नाटक एवं एकांकी में अन्तर स्पष्ट कीजिए

Answers

Answered by dronmishra
8
natak Aur ekanki Main nimnlikhit Antar Hote Hain
1)ekanki Mein Ek Aank Ka chitran Hota Hai thapki natak Mein Sampoorna Charitra Ka chitran Hota Hai
2)ekanki Mein vistar ke liye Samay nahi hota thapki natak ko purn vistarit Roop Se prastut Kiya jata hai
3)ekanki Mein Ek Hi Katha hoti hai thapki natak Mein mukhya Katha ke sath sath anya kathaye bhi Chalti rehti hai
4)ekanki Mein Patra Simat Rehte Hain Jab ki natak Mein Adhik patra karya Karte Hain
hope it will help you
thanks
Similar questions