Nadhiyo Se Hone Vale Labhn 20 Lines
Answers
Answered by
3
Answer:
hey mate good morning and here is your answer
- ek nadi manushya ke jeevan ko sukhmay banane me ek mahatvapurn bhoomika nibhati hai
- ndiyo ke karan hi manusha ko upjau bhoomi prapt hoti hai jisne manav jaati falati - foolati hai
- manav ke danik jeevan me pani ka bahut bara yogdan hai
- nadiyo ka pani fasal ugane me bhi kam aata hai
- ye bijali utapann karne ke liye prayog kiya jaata hai
- delta or barh ke madan jo nadio dvaragathit hai , upjau bhoomi pradan karye hai
- yah sichai ke liye upyukt bhoomi banati hai
- nadio ko saman parivahan or yatra ka arthik sadhan maana jata hai
- hajaro varsho tak rasta yad rakhne ke lie nadio ka upyog kiya jata tha
- nadio ke biba hamari jalvayu shusk ho jaati hai
- nadio adhik pashu paksho ko ashray deti hai
- nadio se hamara heevan hara bhara hai
- nadio ke bina hamari bhoomi marusthan ban jae
- hamare prati din ke anek kam nadio se hote hai
- pracheen kal me nahana, kapre dhona adi kam nadio se hi sambhav hote the
- bharat me nadio ka dharmik kaRyo me bahut bara sthan hai
- nadiyo se jeevan ke liye swachcha jal prapta hota hai
- nadiya sadav hi jeevan dayni rahi hai
- arthik drishti se nadia bahut upyogi hoti hai
- nadiya prakriti ka ek abhinn ang hai
this is your answer
i hope it is helpful for you
Similar questions