Hindi, asked by arvindmishrao84, 4 months ago

nadi aur samudra hone ke koi char antar likiye​

Answers

Answered by sansuu61
2

Answer:

the answer is

Explanation:

1. nadi ka paani meetha hota hai aur piya jaa sakta hai wahi samudra ka paani khara hota hai aur piya nai ja sakta

2. samudra vishaal hota hai aur nadi lambi hoti hai

3. samudra mai bahaaav nai hota aur nadi mai bahaav hota hai

4. samudra ke paani se sichaai nai ho sakti...nadi ke paani se sichaai ki jaa sakti hai

I hope you got your answer

Similar questions