Nadi ki aatmakatha essay in hindi
Answers
Answered by
109
Nadi ki aatmakatha essay in hindi is in the form of picture
Attachments:
Answered by
99
Nadi hmaare jeevan k liye bohat jaruri h aur iski apni ek pehchaan ek mahattvta h .. Yeh hume jeene ka treeka sikhaati h ... Jis prakaar nadi anek pahado ko kaatkar anek sheelaon (ghufaon)(caves) ko kaatkar apna rasta bnaakr aage nirantar aage badhti rehti h ... Nadi ki apni ek aatmkatha h .. Yeh hansti khelti unche aur barfile pahado ki god (lap) se janam leti h .. Agge badhte badhte yeh bhi hum insaano ki tarah anek mushkilo ka saamna krti h .. Kbhi iska rasta pahad rokte h to kbhi gufayein iske raste mein tankar khdi ho jaati h pranntu yeh un sbko paar kr apni manzil yaani samundr tk jaa pahunchti h . Hume bhi nadi ki tarah aage badh mushkilo ki prwaah na krte huye apni manzil ko paane ka pratyan krna chahiye ... Hope i helped .. Thnks frnd ...
Similar questions
Hindi,
8 months ago
History,
8 months ago
Chemistry,
8 months ago
India Languages,
1 year ago
Social Sciences,
1 year ago
Social Sciences,
1 year ago
English,
1 year ago