Hindi, asked by Ranu2004, 1 year ago

nadi ki upyogita par apne vichar 50 se 60 words me likhiye .

In hindi
Please give me answer only who know .

Answers

Answered by niti13
13
Jai hind !

here is your answer ..

● Ndiyan hmare desh ki dharohar hain . Hum subhi ke jivan ka ek jaroori hissa hain. Nadiyan khud kuch na chahti hui hmesha manav jati ke kalyaan ke liye detti hi rahi hai . Manushya bhi hmesha nadiyon ka abhaari rha hai . hum apni roz mra ki jindagi main kuch niche likhe kaam hum nadiyon dvara kiye hue janege :

☆Nadiyan manushy ko peene ka jal detti hain .

☆ Nadiyon se hi kisan apne khet ko jotta hai .

☆ Nadiyon se milne walne wale jal se insan apnii roz mra ke karya karta hai ... jesse ki khana banana , kapde dhona adi .

☆Barish ke smy nadiyan barish ke jal ko khud me sma ke badh jessi smasya ka hal bhi karti hain .

☆Nadiyon ki dharmik mahtvta bhi hai . Ganga or yamuna jessi nadiyan poojniy mani jaati hain . Inki pooja ki jatti hai .

iss prakar hum ye keh sakte hain ki nadiyan hmare liye ati aavshyak hain .

__________________________________

Thanks.

hope it will help u ...


Similar questions