Hindi, asked by suprito, 1 year ago

नए बड़ा भया तो क्या भया जैसे पेड़ खजूर पंथी को छाया नहीं फल लागे अति दूर इस दोहे में कबीर दास जी क्या कहना चाहते हैं

Answers

Answered by AnilSharmaArt
8
Kavi is prastut pankti me bata rahe hai ki...bada hua to kya Hua jaise ped khajur....artharth bade hone ka matalab yah nahi ki lamba hona ...Bade hone ka Arth hai apni jimmedariyo ko samajhana jis prakar se kavi ne udaharan diya hai ki jaise ped kajur...khajur ka ped bara hone ke bavjud
kisi panchhi ko chhaya nahi deta aur uska phal bhi bahut upar(dur) hota hai ....

AnilSharmaArt: thank you
Similar questions