Accountancy, asked by nehasahu9691, 5 months ago

नए साझेदार के प्रवेश के समय संपत्ति एवं दायित्व का पुनर्मूल्यांकन क्यों किया जाता है​

Answers

Answered by sumayah23
1

can you please write it in English

Answered by ujjwal08092005
0

Explanation:

Naye sajhedar Ki Pravesh ki Samay widman sajhedari vyavsay ka Arthik Chittha purane sajhedari Ka Hota Hai Naya sajhedar Apne Pravesh ki Samay Ja Soch sakta hai ki Arthik sthiti Mein some patiyon ka Mul ya vartman Mulya se Adhik h ya daitiv ko km mulya kar dikhaya Gaya Hai purani saajedaargan bhi yeh soch sakte hain ki Arthik sthiti Mein Pradarshit parashttiyon ka mulya vartman Mulya se kam hai yah daitva ko Adhik mulya par dikhaya Jata Hai is Prakar Arthik Chittha Mein pradarshit sam pattiyon aur Daitav ke Prati naye sajhedar aur purane sajhedar on ke alag drishtikon ho sakte hain Iske falswaroop naye Saajedaar aur purani sajedaaron main aapse matbhed aur Vivad ka Janm ho sakta hai ine aapsi mat bhed Aur vivadon Ko Dur karne ke uddeshy se naye sajedaar ke Pravesh ke Samay sampatti aur Daitav punarmulyankan avashyak hai

Similar questions